How To Get Adsense Account Approved On Dot 000 Domain In Hindi 2019
How to Get Adsense Account Approved On dot 000 Domain
Is Article main Main Aap sabhiko Bataunga ki kaise aap Adsense Account ko dot ooo Domain Par Approve Karwa sakte hai Adsense Account ka Approval lena .ooo domain par utna bhi Mushkil nhi hai jitna aap ko bataya jyata hai youtube jaise platform par to aaj hum isi ke bare main janne wale hai.
Adsense Account ka approval lete samay aap ko kuch chijon ka dhyan rakhna hota hai Jaise traffic, Post Indexing in SERP, Site Linking etc
Traffic - Adsense Account Pane ke liye Bahot sare Aise Bhi Bloggers Hai jinhoh ne aaj blogging suru ki Aur 2 Din bad Adsense Account ke liye Apply kar dete hai Aur Unke blog ke jo traffic aata hai. Wo sab social Networking par share karke aata Google Jaise search engines se nhi Aur ye sochne lagte hai ki Adsense unhe Account ka Approval de dega, Google Adsense ko .ooo wo ho ya koi bhi TLD Domain Ho us par Approved karwane ke liye Aap ko Sabar karna hota hai.
Sath hi aap ko apne site ka SEO karke Is kabil bana na hota hai ki Us par Organic raste se Traffic aaye, biar aap ke Blog par organic Trafiic Aata hai To aap adsense ka Approval milne se koi bhi nhi Rok sakta phir aap domain .ooo hi kyun na ho aap ko Adsense Account ka approval mil jayega.
Post Indexing In SERP – Aap Main se Bahot sare Blog aur website Kuch Videos Dekh kar bana toh lete hai post bhi likhte hai Aur Adsense Account ke liye Apply bhi kar dete hai Par Ye check Nhi karte Ki Kitne Post Index Huye hai SERP (Search engine Result Page) main Aur Average Impression Rate kitna hai aap ki post ka SERP main.
Agar Aap such main Blogger Banna Chahte hai To aap in choti choti chijon ka dhyan Rakhna hoga yahi choti choti Chije Aap ko Adsense Account ka Approval .ooo Domain Ya Kisi Aur Domain par Dilane Main Aur Aap ki post ko rank karane main Madatgar sabit hoti hai.
Unique Page Views- Aap ke Articles Aur Blog Par Unique Page View hone Chahiye Ache referring Sites Se ya Phir Organic Search se jaise bhi aap lao Leking Unique hone chahiye
- Blogger home Page Ko Hamesha Nit and Clean Rakhe
- Proper Way se Navigation Menus Ko configure Kare
- Unwanted Widgets Ko remove kare
- IMP Pages Banaye
- Internal Aur outbound Linking kare
- Article Sahi se Likhe
Exit Rate
Aap ke Blog/ Website par Adsense Account Approved Karane ke liye aap ke blog pa exit rate Bahot hi Kam Hona jaruri hai Tabhi aap ko Adsense Account Approved Milega.
Yahan main bounce Rate ki bat nhi kar rha Exit rate Bounce rate se alag hota hai jo aap ki site ki ranking par direct effect karta Hai sath hi aap ko Adsense ka approved account lene ke Liye isko maintain karna Jaruri Hota hai.
Exit rate Main aap ki puri Website Par user Kitni der tak Ruka Aur kitne der bad Aap ki site ko close kiya Ye calculate Hota hai Jo ki bounce rate se Bilkul Alag Hai.
Aap ko Aap ke Content ke sath aisa Kuch karne ki jarurat hogi ki Jo bhi user aap ke site par aaye wo jyada waqt aap ki site par bitaye. App ko Jyda Effective Aur catchy Articles Likhne honge Jo Aap ke site Par aane wale User se relevant Ho.
Deliver Content to The right user
Aap ko aapki site ke liye adsense account approved karwane ke liye aap ke content ko uske right place tak pohchana jaruri hota kyuni ye toh jaruri nhi ki har kisi ko aap ki site main ya aap ke articles main interest ho. Bhalehi aap apna article kahi bhi share kare par aap ke content ko kuch value mile aise logo tak aap ko use pohchana jaruri hai.
Aksar hum Apni post ko Social Media networks Par Post karte hai Par unmainse jyada tar logon ko aap ke content main Koi Interest Nhi hota par Wo aap ke link par Click kar dete hai Upar se niche tak aapki post ko dekte hai aur Aap ki site ko close karke Chale jate hai Jisse aap exit rate badhta hai Aur aap ka fayda hone ke jagah Nuksan hota hai.
Social Media Jaise Facebook par aap ko bahot sare alag alag topic par groups bane huye hai aap ko aap ke content ke hisab se Facebook par Groups par join hona hai Aur wahan Apne article/website ko share karna hai. Usee hoga ye ki aap ka content right place par sahi users tak pohchega aur wahan se Jo user aap ke site par aayenge wo aap ke articles ko pura padhenge kyun ki unhe usi main interest hoga, Aise hi aap ko Google plus ke sath Karna hoga Aap ko Bahot sari alag alag Communities Milegi aap ke articles Share karne ke liye.
Conclusion – Adsense account ka Approval kene ke liye humne Is puri Post main Humne ye jana ki chahye Kuch bhi karo Unique Traffic ( page views ) Lao aapne website par Sath Hi aap ke site ka exit rate kam karo, aapke Content ko uske Sahi user tak Pohchao (Traffic Aur Adsense Account dono pao).
- 1-Samsung Galaxy Note 9 Full Specification Price In India
- 2-Earn $500 per Day with Admob Self Click Trick August 2018 in Hindi
- 3-Content Strategy 2018-How to rank Blog In Google in Hindi
- 4-How to customize Blogger Blog/Website in Hindi 2018-19 Part 2
- 5-How to start a blogging Full Guide in Hindi 2018-19 Part 1
- 6-What is a Blog Beginning to expert Full Information
- 7-Best 17 on Page SEO Techniques 2018 Hindi
- 8-Get AdSense Account Approved With Blogspot Domain
Aap ko yeh Article Kaisa Lga ye hume comment karke jarur bataye...